Skip to main content

Posts

Showing posts from 2018

World Best Prank App for Android phone | Just One click You Don't Believe that | Best Prank App 2018 |

Hiii Guys To Dosto aaj mai apake liye ek bada hi interesting App laya hu jiski help se aap apane dosto ke sath majak kar sakte ho. Jab pahali bar maine es application ko open kiya tha tab mai bhi dar gaya tha ki mere phone ke sath ye kya ho raha hai puri jankari ke liye aap niche wala vedio dekh sakte hai. Agar apako ye Application pasand aaye to maine eska link vedio mai de diya hai Aap vaha se ese download kar sakte ho. Ummid karta hu apako ye Application pasand aayega Thanks Ye Rahe us Prank App ke kuchh screenshot First screenshot Second Screen shot Thanks Everyone for read this Blog  And Don't forget to subscribe Technical Brother 96 App Link ----- https://play.google.com/store/apps/details?id=com.companyname.glitch

How to delete WhatsApp all messages in one second

Hello guys Dosto Aaj Ke Blog Mein Hum janenge ki WhatsApp par itne sare  group ke family ke logon ke message Aa Jate Hain Jinke Karan Hamara phone hang hone lagta hai unko minute me Kaise delete kare Follow the Steps Step1-Open the Whatsapp Step2-Click on 3 three dots option Step3-Now click on the SETTINGS Step4-Press on the chat option Step5-Now go on chat history and click on delete all chat option. Your messages delete now Dosto uparwale steps ko follow kijiye aur aapke WhatsApp messages delete ho jayenge all Adhik Jankari ke liye Aap Hamare YouTube channel par aa sakte hain Hamare Channel ka naam hai technical Brother  96 . Vaha par aap aur bhi interesting Video dekh Sakte Thanks 

How to create YouTube group

Hello Guys To Dosto youtube ne apana naya feature lunch kiya hai jesme aap facebook aur whatsapp ki tarah hi aap messages aur apni favourite youtube vedios share kar sakte ho aur ye whatsapp aur facebook tarah hi chalane mai bahut aasan hai To chaliye youtube group banana sekhate hai to sabse pahale aap youtube ko open ki aur inbox wale option par click kijiye or ab vaha par NEW GROUP wala option hoga us click kijiye ab aap vaha par apane group ka nam type kijiye aur create wale option par click kar de apaka group ban jayega agar apako ab bhi samajh mai na aaya to niche wali vedio dekh le THANKS